Teri Jawani Tapta Mahina lyrics

Amaanat (1977)

SongTeri Jawani Tapta Mahina
Singer(s)Mohammed Rafi
MusicRavi
LyricsSahir Ludhianvi
MovieAmaanat (1977)

Teri Jawaani Tapta Maheena, Aye Naazneena –(2)
Chhoo Le Nazar Toh Aaye Paseena

Aye Naazneena, Teri Jawaani..

[Haaye Yeh Tera Lehra Ke Chalna
Ithla Ke Chalna] –(2)

[Reh Reh Ke Dhadke Dharti Ka Seena
Aye Naazneena] –(2)

Teri Jawaani Tapta Maheena
Aye Naazneena, Teri Jawaani..

[Tere Badan Me Phoolon Ki Narmi
Sholon Ki Garmi] –(2)

[Har Ang Tera Tarsha Nageena
Aye Naazneena] –(2)

Teri Jawaani Tapta Maheena
Aye Naazneena, Teri Jawaani..

[Aankhon Me Bijli, Zulfon Me Baadal
Saanson Me Halchal] –(2)

[Tujh Si Nahi Koi Qaatil Haseena
Aye Naazneena] –(2)

Teri Jawaani Tapta Maheena
Aye Naazneena, Teri Jawaani..

[Jeene Ka Koi Saamaan Karde
Ehsaan Karde] –(2)

[Tere Bagair Ab Mushkil Hai Jeena
Aye Naazneena] –(2)

Teri Jawaani Tapta Maheena, Aye Naazneena
Chhoo Le Nazar Toh Aaye Paseena

Aye Naazneena, Teri Jawaani..

Mohammed Rafi
← Previous Song Next Song →