Singles

Thora Thahar Jaana Tum lyrics – Ashwani Machal

SongThora Thahar Jaana Tum
Singer(s)Ashwani Machal
CompositionAshok Chitra Studio
LyricsPoet M K

[Labon Pe Na Jaane Waali
Baat Abhi Laana Tum] –(2)

[Arson Baad Aaye Ho Ji
Thode Thehar Jaana Tum] –(2)

[Waqt Thaam Lenge Koi
Kar Ke Hi Bahaana Hum] –(2)

[Arson Baad Aaye Ho Ji
Thode Thehar Jaana Tum] –(2)

[Mausamo Me Rangat Aayi
Aahatein Teri Sun Ke
Aisa Lag Raha Hai Jaise
Khwaab Aayein Ho Chal Ke] –(2)

[Vaasta Tumhe, Ab Yeh
Khwaab Na Jalaana Tum] –(2)

[Arson Baad Aaye Ho Ji
Thode Thehar Jaana Tum] –(2)

[Labon Pe Na Jaane Waali
Baat Ab Na Laana Tum] –(2)

[Arson Baad Aaye Ho Ji
Thode Thehar Jaana Tum] –(2)

Similar Song Lyrics