Tum Jo Ho Yahaan lyrics - Prateeksha Srivastava

Singles

SongTum Jo Ho Yahaan
VocalsPrateeksha Srivastava
CompositionPrateeksha Srivastava
LyricsPrateeksha Srivastava
Year2025

Jab Se Shaamil Zindagi Me Tum
Jeene Ka Mila Kaayda, Kaayda
Jab Se Neendein Poori Hone Lagi
Jaana, Kya Sukoon Ka Maza

Jo Pehli Dafa Mile
Paraaye, Paraaye Haan Kyun Na Lage
Tum Mujhe Paraaye Kabhi

Khair Meri, Saans Meri Hai Yahin

Tum Jo Ho Yahan, Haan, Haan.. –(2)

Yakeen Toh Naseeb Pe
Tha Kabhi Bhi Na Mujhe, Suno Zara
Yeh Raaste The Poochhte
Kyun Bhala Dil Tha Dara

Tu Mila, Chal Pada
Silsila Yeh Jadoo Bhara
Saadgi Pe Tere
Dil Mera Fanaa Hua

Jagaaye, Jagaaye Jo Soye Hue The
Dino Se Khwaab Sabhi
Jaan Liya, Maan Liya, Main Teri

Tum Jo Ho Yahan, Haan, Haan.. –(4)

Prateeksha Srivastava
← Previous Song Next Song →