Jab Se Mujhko Tum Mili lyrics – Avishek Majumder
Song | Tum Mili |
Singer(s) | Avishek Majumder |
Composer | Avishek Majumder |
Lyrics | Vivek Malik |
Hone Laga Hai Kuchh Toh Jadoo
Ho Raha Dil Bekaboo
Hone Laga Hai Kuchh Toh Jadoo
Jab Se Mujhko Tum Mili
Ho Raha Dil Bekaboo
Jab Se Mujhko Tum Mili
Tum Hi Raahein, Tum Safar Ho
Tum Hi Ho Manzil Meri
Hone Laga Hai Kuchh Toh Jadoo
Jab Se Mujhko Tum Mili
Ho Raha Dil Bekaboo
Jab Se Mujhko Tum Mili, Haan
[Chupke Se Teri Main Neendein Chura Loon
Labon Pe Unko Saja Loon
Tere Har Ek Gham Ko Apna Bana Loon
Baahon Me Tujhko Sama Loon] –(2)
Tum Hi Subah, Tum Hi Shaam Ho
Tum Hi Raat Chaandni
Hone Laga Hai Kuchh Toh Jadoo
Jab Se Mujhko Tum Mili
Ho Raha Dil Bekaboo
Jab Se Mujhko Tum Mili, Haan
[Jab Saamne Teri Soorat Yeh Hogi
Haalat Jaane Kya Hogi
Khili Khili Si Tabiyat Yeh Hogi
Jawaan Mohabbat Hogi] –(2)
Tum Hi Khwaahish, Tum Hi Saansein
Tum Hi Ho Ab Jaan Meri
Hone Laga Hai Kuchh Toh Jadoo
Jab Se Mujhko Tum Mili
Ho Raha Dil Bekaboo
Jab Se Mujhko Tum Mili, Haan