Woh Dekhne Mein lyrics – Ali Zafar
Song | Voh Dekhnay Mein |
Singer(s) | Ali Zafar |
Composer | Ali Zafar |
Lyricist | Ali Zafar |
Movie | London, Paris, New York (2012) |
Woh Dekhne Me Kaisi Seedhi Saadhi Lagti
Hai Bolti Ke Woh Toh Kuchh Nahi Samajhti
Andar Se Kitni Tez Hai
Kabhi Ajeeb Si, Kabhi Haseen Lagti
Kabhi Kisi Kitaab Ka Hai Scene Lagti
Philosophy Ka Craze Hai
Ho.. Kehti Hai Yeh Ek Phase Hai
Woh Dekhne Me Kaisi Seedhi Saadhi Lagti
Hai Bolti Ke Woh Toh Kuchh Nahi Samajhti
Andar Se Kitni Tez Hai
Kabhi Ajeeb Si, Kabhi Haseen Lagti
Kabhi Kisi Kitaab Ka Hai Scene Lagti
Philosophy Ka Craze Hai
Ho.. Kehti Hai Yeh Ek Phase Hai –(2)
Yeh Kahan Main Aa Gaya
Bolo Kaisa Yeh Dayaar Hai
Dil Kisi Ka Ho Gaya
Na Ispe Ikhtiyaar Hai
Karu Toh Kya Karu
Kahu Toh Kya Kahu
Yeh Gaana Bhi Toh
Usko Paas Laane Ka Bahaana Hai
Woh Chhup Chhup Mere
Dil Ke Raaz Kholti
Haan, Takiye Me Mere
Khwaab Bhi Tatolti
Possessiveness Ka Case Hai
Jaan-e-Jaan, Jaan-e-Mann
Toh Har Gaane Me Aata Hai
Parwana Romeo
Har Ladka Hi Ban Jaata Hai
Likhu Toh Kya Likhu
Banu Toh Kya Banu
Yeh Filmon Me Ladka Hi Kyun
Ladki Ko Phansaata Hai
Na Chaahu Bhi Toh Main
Sabhi Woh Kar Jaata Hoon
Woh Aaye Saamne Toh
Main Sudhar Jaata Hoon
Ladki Ek Full On Chase Hai
Ho.. Kehti Hai Yeh Ek Phase Hai
With Me, C’mon!
Woh Dekhne Me Kaisi Seedhi Saadhi Lagti
Hai Bolti Ke Woh Toh Kuchh Nahi Samajhti
Andar Se Kitni Tez Hai
Kabhi Ajeeb Si, Kabhi Haseen Lagti
Kabhi Kisi Kitaab Ka Hai Scene Lagti
Philosophy Ka Craze Hai
Ho.. Kehti Hai Yeh Ek Phase Hai –(2)
Oh I Hate Making Love Songs