Woh Ek Mulaqaat lyrics - Nihal Tauro

Woh Ek Mulaqaat The Album

SongWoh Ek Mulaqaat
Singer(s)Nihal Tauro
MusicShameer Tandon
LyricsSameer Anjaan
AlbumWoh Ek Mulaaqat: The Album

[Hum Mile Kitni Baar
Humne Ki Baatein Kayi] –(2)

Phir Bhi Na Jaane Kyun –(2)

[Woh Ek Mulaqaat Yaad Reh Gayi
Woh Teri Baat Yaad Reh Gayi] –(3)

Woh Bada Khushnuma
Kya Haseen Tha Sama
Woh Reshmi Zameen
Woh Khula Aasmaan

Bas Me Nahi Thi Meri Hasratein
Tujhe Chaahti Thi Meri Chaahatein

[Woh Ek Mulaqaat Yaad Reh Gayi
Woh Teri Baat Yaad Reh Gayi] –(3)

Woh Tere Rukh Pe Jo
Yun Khili Thi Haya
Jo Dekhi Woh Adaa
Main Ho Gaya Fida

Tere Paas Hoon Ya Jaaun Main Kahin
Teri Woh Hansi Par Bhoolta Nahi

[Woh Ek Mulaqaat Yaad Reh Gayi
Woh Teri Baat Yaad Reh Gayi] –(3)

Nihal Tauro
← Previous Song Next Song →