Awara Paagal Deewana (2002)

Ya Habibi lyrics – Awara Paagal Deewana

SongYa Habibi
Singer(s)Adnan Sami, Sunidhi Chauhan, Shabbir Kumar
MusicAnu Malik
LyricsSameer Anjaan
MovieAwara Paagal Deewana (2002)

[Wasla Walla Walla
Main Laila Walla Walla Aa Aa] –(2)

Pinak Ya Habibi Pinak, Ya Habibi Pinak
Intebaid Walla Walla Alid Walla
Akmawil Ashwa Zabin

Pinak Ya Habibi Pinak, Ya Habibi Pinak
Dil Ko Chura Ke Mere, Apna Bana Ke Mujhe
Dil Mera Le Ke Jaaye, Mehbooba

Wasla Walla Walla
Main Laila Walla Walla Aa Aa

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana
Yak-Ba-Yak Tera Dil Ko Dhadkaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Milaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Churaana
Yak-Ba-Yak Muskuraana, Yo Walla Walla

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana

Pinak Ya Habibi Pinak, Yeh Aankhein Teri
Intebaid Walla, Dil Ko Chura Ke Mere
Akmawil Ashwa Mehbooba

[Wasla Walla Walla
Main Laila Walla Walla Aa Aa] –(2)

[Chaand Taare Tere Badan Me Jade Hain
Aage Peechhe Aashiq Hazaaron Khade Hain] –(2)

Tere Mere Do Naina Jab Se Lade Hain
Teri Baahon Me Aa Ke Hum Toh Pade Hain

Pinak Ya Habibi Pinak, Yeh Aankhein Teri
Intebaid Walla, Dil Ko Chura Ke Mere
Akmawil Ashwa Mehbooba

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana
Yak-Ba-Yak Tera Dil Ko Dhadkaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Milaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Churaana
Yak-Ba-Yak Muskuraana, Yo Walla Walla

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana

[Roop Tera Sone Me Khal Ke Bana Hai
Jaan Meri Tujhme Nasha Hi Nasha Hai] –(2)

Uff Kya Nigaahein Hain, Uff Kya Adaa Hai
Aaj Yeh Deewana Toh Tujhpe Fida Hai

Pinak Ya Habibi Pinak, Yeh Aankhein Teri
Intebaid Walla, Dil Ko Chura Ke Mere
Akmawil Ashwa Mehbooba

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana
Yak-Ba-Yak Tera Dil Ko Dhadkaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Milaana
Yak-Ba-Yak Nazrein Churaana
Yak-Ba-Yak Muskuraana, Yo Walla Walla

Yak-Ba-Yak Tera Saamne Aana

[Pinak Ya Habibi Pinak, Yeh Aankhein Teri
Intebaid Walla, Dil Ko Chura Ke Mere
Akmawil Ashwa Mehbooba] –(2)

[Wasla Walla Walla
Main Laila Walla Walla Aa Aa] –(2)

Similar Song Lyrics