Yeh Reshmi Zulfein lyrics – Do Raaste
Song | Yeh Reshmi Zulfen |
Singer(s) | Mohammed Rafi |
Music | Laxmikant-Pyarelal |
Lyrics | Anand Bakshi |
Movie | Do Raaste (1969) |
Yeh Reshmi Zulfein, Yeh Sharbati Aankhein
Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi –(2)
Yeh Reshmi Zulfein, Yeh Sharbati Aankhein
Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi –(2)
Jo Yeh Aankhein Sharam Se Jhuk Jayengi –(2)
Saari Baatein Yahin Bas Ruk Jayengi
Chup Rehna, Yeh Afsaana
Koi Inko Na Batlaana
Ke Inhe Dekh Kar Pee Rahe Hain Sabhi
Inhe Dekh Kar Pee Rahe Hain Sabhi
Yeh Reshmi Zulfein, Yeh Sharbati Aankhein
Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi –(2)
Zulfein Magroor Itni Ho Jayengi –(2)
Dil Ko Tadpayengi, Jee Ko Tarsayengi
Yeh Kar Dengi Deewana
Koi Inko Na Batlaana
Ke Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi
Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi
Saare Inki Shikaayat Karte Hain –(2)
Phir Bhi Inse Mohabbat Karte Hain
Yeh Kya Jadoo Hai Jaane
Phir Chaak Girebaan Deewane
Inhe Dekh Kar See Rahe Hain Sabhi –(2)
Yeh Reshmi Zulfein, Yeh Sharbati Aankhein
Inhe Dekh Kar Jee Rahe Hain Sabhi –(2)