ZID lyrics – Sukriti-Prakriti, Bharatt-Saurabh
Song | ZID |
Singer(s) | Sukriti Kakar, Prakriti Kakar, Bharatt-Saurabh |
Music | Bharatt-Saurabh |
Lyrics | Nishant Singh |
Vaasta Aisa Tera Mera
Jaane Kya Hai Dil Yeh Chaahta
Na Main Dekhu Jo Tera Chehra
Kahin Dil Mera Na Thehra
Pehle Toh Aisa Kuchh Na Tha
Mujhe Baanhon Me Teri Rehna
Mujhe Saanson Me Teri Behna
Chhaaya Hai Mujhpe Nasha
Zid Karta, Soniye
Tujhpe Marta, Soniye
Na Sambhalta Hai Yeh Dil
Kyun Zid Karta, Soniye
Dor Yeh Dil Ki Tod Ke
Khayaal Wafa Ke Chhod Ke
Yeh Dil Maine Tujhse Lagaaya
Bole Jisey Tu Pyar Ve
Meri Samajh Ke Paar Ve
Kyun Tujhme Kho Jaana
Hai Khud Ko Paana
Mujhe Ab Na Jaga Re
Lage Khwaabon Sa Mujhko Jahaan Re
Yeh Vaasta Ek Raaz Lage Mujhko
Choomte Jhilmilaate Savere
Honthon Par Mile Tere Mere
Tere Siwa Na Pyaas Lage Mujhko
Zid Karta, Soniye
Tujhpe Marta, Soniye
Na Sambhalta Hai Yeh Dil
Kyun Zid Karta, Soniye
Phir Se Dil Ko Poochhle
Sawaal Jo Tujhko Soojhte
Baad Me Pad Jaaye Na Pachhtaana
Pyar Me Mujhko Paane Ka
Vaasta Badhaane Ka
Yeh Pal Jo Mila Dobaara
Hai Phir Na Aana
[Zid Karta, Soniye
Tujhpe Marta, Soniye
Na Sambhalta Hai Yeh Dil
Kyun Zid Karta, Soniye] –(2)