Aankhon lyrics - Dhvani Bhanushali
Singles
| Song | Aankhon |
| Singer(s) | Dhvani Bhanushali |
| Composers | OAFF, Savera |
| Lyrics | Ankur Tewari |
| Year | 2025 |
Waise Toh Kuchh Baat Hai
Tujhme Jo Tu Dil Me Mere Hai Basa
Sochu Main Phir Bhi Yahan
Kya Aage Le Jaaye Teri Meri Yeh Daastaan
Aankhon Hi Aankhon Se Kaho
Dil Ke Raaz Tum
Raaton Hi Raaton Me Kahin
Hum Ho Jaayein Gum
Ho Jaayein Gum, Ho Jaayein Gum
Aankhon Hi Aankhon Se Kaho Dil Ke Raaz Tum
Jaane Kyon Hoon Bezubaan
Keh Doon Kya Woh
Jo Dil Me Mere Hai Chhipa
Ho Jaayein Hum Laaparwaah
Toh Aage Le Jaaye Teri Meri Yeh Daastaan
Aankhon Hi Aankhon Se Kaho
Dil Ke Raaz Tum
Raaton Hi Raaton Me Kahin
Hum Ho Jaayein Gum
Ho Jaayein Gum, Ho Jaayein Gum
Aankhon Hi Aankhon Se Kaho
Dil Ke Raaz Tum
Aankhon Hi Aankhon Se
Raaton Hi Raaton Me