Aap Nazar Aaye lyrics - Nakul Chugh

Bada Naam Karenge (TV Series)

SongAap Nazar Aaye
SingerNakul Chugh
ComposerAnurag Saikia
LyricsJUNO
TV SeriesBada Naam Karenge (2025)

Khoya Khoya Sama
Yeh Shaam Bhi Khoyi Toh Hai
Tu Bhi, Main Bhi Yahan
Haan, Baat Bhi Koi Toh Hai

Deewana Main Hua, Deewana Tu Hua
Suhaana Yeh Safar Hua
Yeh Kaisa Hai Asar, Hua Jo Mujh Par
Jo Dil Se Utar Paaye Na

Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye
Yeh Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye

Koi Saath Jo Dil Ko Mil Jaaye –(2)
Aur Aankhon Se Aankhein Padh Jaaye

Haan, Kisey Pata Kal Ka Re
Beete Na Yeh Pal Saare
Kaash Thehar Jaaye

Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye
Yeh Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye

[Jaanu Na Yeh Kya Hua, Hua, Hua
Thoda Bekaaboo Hua
Aankhon Se Chhanta Dhuaan, Dhuaan
Dhuaan, Koi Toh Jaadoo Hua] –(2)

Sitaaron Sa Dhula, Fizaaon Me Ghula
Khayaalon Ka Shehar Mila
Yeh Kaisa Hai Asar, Hua Jo Mujh Par
Jo Dil Se Utar Paaye Na

[Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye
Yeh Shaam Sanwar Jaaye
Jab Aap Nazar Aaye] –(2)

Nakul Chugh
← Previous Song Next Song →