Idhar Zara Sa Dekh Lo lyrics - Shikhar, Yashika Sikka

Singles

SongIdhar Zara Sa Dekh Lo
VocalsShikhar, Yashika Sikka
CompositionShikhar
LyricsShikhar
Year2026

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Ek Sawaal Tumse
Kyun Har Taraf, Jahan Chalu
Hai Bas Khayaal Tum Pe

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Aitbaar Tum Pe
Meri Nazar Se Dekh Lo
Hai Hamko Pyaar Tumse

Aise Toh Hamko Hai Yakeen
Ke Sabse Zyada Tum Haseen
Sunaaun Dil Ka Jo Main Haal
Tum Maanti Nahi

Suna Hai, Tum Bhi Ab
Khayaalon Me Ho
Raat Din Sawaalon Me

Poochhti Ho Khud Se Yeh
Pyaar Toh Nahi

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Ek Sawaal Tumse
Kyun Har Taraf, Jahan Chalu
Hai Bas Khayaal Tum Pe

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Aitbaar Tum Pe
Meri Nazar Se Dekh Lo
Hai Hamko Pyaar Tumse

Baatein Yeh Suni Suni Si
Aur Kitno Se Kahi Thi
Haal Jo Tumhara Hai
Yeh Teri Hi Khata

Kehte Ho Ke Chaand Taare
Tod Laaunga Main Saare
Honge Kya Yeh Poore Vaade
Kal Ka Kya Pata

Chalo, Main Karti Hoon Yakeen
Hai Mera Haal Bhi Wahi
Bahaane Kitne Bhi Karu
Lo, Main Haar Hi Gayi

Haan, Sach Hai, Main Bhi Ab
Khayaalon Me Hoon
Raat Din Sawaalon Me

Poochhti Hoon Khud Se Yeh
Pyaar Toh Nahi

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Ek Sawaal Tumse
Kyun Har Taraf, Jahan Chalu
Hai Bas Khayaal Tum Pe

Idhar Zara Sa Dekh Lo
Hai Aitbaar Tum Pe
Meri Nazar Se Dekh Lo
Hai Hamko Pyaar Tumse

Idhar Zara, Idhar Zara..

Shikhar Yashika Sikka
← Previous Song Next Song →