Jabse Naina lyrics - Abeer Chopra
Singles
| Song | Jabse Naina |
| Vocals | Abeer Chopra |
| Composition | Abeer Chopra |
| Lyrics | Abeer Chopra |
| Year | 2026 |
Kyun Hua Tere Bin Soona Soona Sa
Rootha Rootha Sa Kyun Hua Yahan
Jabse Naina Na Laage Piya, Na Laage Jiya
Kaboo Yun Teri Ankhiyon Ne Kiya
Jabse Naina Na Laage Piya, Na Laage Jiya
Soyi Na Jaage Saari Raatein, Piya
Teri Aankhon Me Dekhu Toh
Jadoo Yeh Kaisa Hua
Khaali Yeh Dil Ka Shehar Zara Zara
Bhar De Raanjhna Tu Aa Ke Zara
Bezubaani Yeh Dil Jo Hua Khafa Khafa
Na Koi Dua Hai Tere Siwa
Baith Gaya, Beh Gaya
Kyun Aankhon Se Dariya
Mere Roobaroo Ho Ke Keh De Ki
Dil Ko Dukhaana Zaroori Hai Kya
Jabse Naina Na Laage Piya, Na Laage Jiya
Soyi Na Jaage Saari Raatein, Piya
Teri Aankhon Me Dekhu Toh
Jadoo Yeh Kaisa Hua