Baatein lyrics - Mitraz
Singles
| Song | Baatein |
| Vocals | Mitraz |
| Composition | Mitraz |
| Lyrics | Mitraz |
| Year | 2022 |
Baaton Baaton Me Hi Kaise
Teri Meri Baatein Ban Gayi Hai
Dekho Dekho, Ek Baar Dekho
Meri Saansein Tham Gayi Hain
Seedhi Saadhi Si Yeh Duniya
Meri Pal Me Badal Gayi Hai
Jadoo Hai Ya Pyaar, Tum Bataana
Mujhko Khabar Nahi Hai
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Bhi Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye
Baar Baar Teri Orr Dekhu
Mujhe Yeh Kya Ho Gaya Hai
Jo Bhi Aas Paas Hai Mere
Woh Sab Dhundhla Ho Gaya Hai
Seedhi Saadhi Si Yeh Duniya
Meri Pal Me Badal Gayi Hai
Jadoo Hai Ya Pyaar, Tum Bataana
Mujhko Khabar Nahi Hai
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Bhi Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye
[Is Tarah Se Pyaar Karna
Mujhko Bhi Tum Sikha Dena
Mere Aansuon Ko Dil Me Bhar Ke
Marz Unka Bana Dena Zara] –(2)
Baaton Baaton Me Hi Kaise
Teri Meri Baatein Ban Gayi Hai
Dekho Dekho, Ek Baar Dekho
Meri Saansein Tham Gayi Hain
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye
Aakhir Kaise Yeh Dil Kho Jaaye
Aur Hamko Pata Bhi Na Chale
Gumsum Sa Ho Jaaye