Bade Din Huye lyrics - Armaan Malik

Love In Vietnam (2025)

SongBade Din Huye
VocalsArmaan Malik
CompositionAmaal Mallik
LyricsRashmi Virag
MovieLove In Vietnam (2025)

Zindagi, Tu Thehar Ja
Saans Lene De Mujhko
Bas Abhi Toh Mohabbat Hai Hui

Khwaab Jo Dekhta Tha
Jisko Main Dhoondhta Tha
Woh Meri Ab Haqeeqat Ban Gayi

Abhi Gaur Se
Usey Dekh Paaya Nahi
Kehna Tha Jo
Usey Keh Bhi Paaya Nahi

[
Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah
Mera Dil Yeh Aaya Nahi
Bade Din Hue, Kuchh Is Tarah
Main Muskuraaya Nahi
] –(2)

[
Dekhte Hi Tumhe
Jeene Lagta Hoon Main
] –(2)

Khud Se Zyada Fikar Teri
Karne Lagta Hoon Main

Mere Khuda, Karu Tera Main Shukriya
Tune Woh Diya Jo Main Sochta Nahi

Itna Sukoon Laaya Hai Tu
Pehle Kyun Aaya Nahi
Bade Din Hue, Kuchh Is Tarah
Main Muskuraaya Nahi

Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah
Mera Dil Yeh Aaya Nahi
Bade Din Hue, Kuchh Is Tarah
Main Muskuraaya Nahi

Zindagi, Tu Yahan Se
Mud Ke Peechhe Na Jaana
Mujhko Manzil Meri Hai Mil Gayi

Tujhko Pehle Se Behtar
Main Samajhne Laga Hoon
Jab Se Woh Meri Duniya Ban Gayi

Isey Rakh Loon Main
Sab Se Chhupa Kar Kahin
Kisi Aur Ke
Baare Me Sochu Nahi

Itna Yakeen Kisi Aur Pe
Mere Dil Ko Aaya Nahi
Bade Din Hue, Kuchh Is Tarah
Main Muskuraaya Nahi

Kisi Aur Pe Kabhi Is Tarah
Mera Dil Yeh Aaya Nahi
Bade Din Hue, Kuchh Is Tarah
Main Muskuraaya Nahi

Armaan Malik
← Previous Song Next Song →