Hazaar Baar lyrics - Shreya Ghoshal, Arijit Singh
Baby John (2024)
| Song | Hazaar Baar |
| Vocals | Shreya Ghoshal, Arijit Singh |
| Composition | Thaman S |
| Lyrics | Irshad Kamil |
| Movie | Baby John (2024) |
Mere Kareeb Tujhe, Mere Kareeb Tujhe
Mere Naseeb Tujhe Aana Hi Tha
Har Ek Haal Tujhe, Har Ek Haal Tujhe
Mera Khayaal Tujhe Aana Hi Tha
Tujhse Mohabbat Jo Karne Laga
Aisa Lage, Main Sanwarne Laga
Khaali Sa Tha Main
Khayaalon Ne Tere Bhara
Tere Jaisa Toh
Jahaan Me Nahi Doosra
O Apsara, Haaye
[
Hai Behtareen, Behtareen
Apna Kal Behtareen Hai
] –(2)
Kahin Tujhe Lage Dhoop Toh
Wahan Banu Tera Saaya Main
Jahan Mujhe Tu Aawaaz De
Wahin Main Kahu Ke Aaya Main
Tujhe Sambhaal Ke Hai Rakhna Pyaar Se
Tujhi Se Toh Yeh Jannaton Sa Ghar Base
O Apsara, Haaye –(2)
[
Hai Behtareen, Behtareen
Apna Kal Behtareen Hai
] –(2)
Mere Kareeb Tujhe, Mere Kareeb Tujhe
Mere Naseeb Tujhe Aana Hi Tha
Har Ek Haal Tujhe, Har Ek Haal Tujhe
Mera Khayaal Tujhe Aana Hi Tha
Hai Behtareen, Behtareen
Apna Kal Behtareen Hai