Khudaya Ishq lyrics - Arijit Singh, Shilpa Rao
Aabeer Gulaal (2025) Album
| Song | Khudaya Ishq |
| Vocals | Arijit Singh, Shilpa Rao |
| Composition | Amit Trivedi |
| Lyrics | Kumaar |
| Album | Aabeer Gulaal (2025) |
Laakh Sitaaron Ki Ek Thi Duaa
Dil Pe Tabhi Toh Zor Na Chala
[
Khudaya Ishq Re, Ishq Re, Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
] –(2)
Main Toh Loon Sab Saansein
Ab Tere Naam Ki
Ek Tu Hi Bas Mera
Duniya Kis Kaam Ki
Chadhe Hain Tere Rang
Ke Ab Tere Sang
Yeh Laage Mann Mera Jogiya
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Khudaya Ishq Re, Ishq Re, Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
Teri Meri Ishq Kahaani
Jaise Dariya Ka Behta Paani
Samjhega Na Koi
Hai Yeh Baat Roohaani
Mere Dil Ke Lafz Chura Ke
Kehti Hai Nazar Deewaani
Ek Tu Naya Naya Sa
Aur Duniya Lage Puraani
Saari Taareekhon Pe Haq Hai Tera
Aur Kya Main Chaahu, Tu Hai Mera
[
Khudaya Ishq Re, Ishq Re, Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
] –(2)
Main Toh Loon Sab Saansein
Ab Tere Naam Ki
Ek Tu Hi Bas Mera
Duniya Kis Kaam Ki
Chadhe Hain Tere Rang
Ke Ab Tere Sang
Yeh Laage Mann Mera Jogiya
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
[
Khudaya Ishq Re, Ishq Re, Ishq Re
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya
] –(2)
Khudaya Ishq Hote Hote Ho Gaya –(2)