Kya Batayein lyrics - Samyak Prasana

Singles

SongKya Batayein
VocalsSamyak Prasana
CompositionAbhijeet Srivastava
LyricsShayra Apoorva
Year2025

Jaaniya Jaaniya Mere
Dil Tumse Laga Hai Yeh
Jaaniya Jaaniya Mere

Kya Bataayein, Hai Haal Jo Mera
Poochhlo Naa Tum Mere Yaaron Se
Karte Jaaye Lab Zikr Bas Tera
Saare Saare Din Ab Deewaaron Se

Jaane Kaise Shehar Bhar Ko
Hai Yeh Pata, Main Tera Hua Re
Jaane Kaise Tujhe Hi Khabar
Na Pata, Main Tera Hua

[Tum Jo Saamne Ho Aa Baithe
Bolo Saansein Yeh Chale Kaise
Dil Yeh Hosh Me Rahe Kaise
Tum Jo Saamne Ho Aa Baithe Re] –(2)

Jaaniya Jaaniya Mere
Dil Tumse Laga Hai Yeh
Jaaniya Jaaniya Mere

Lagte Galat Hain Woh Sab Raaste
Jo Bhi Tere Ghar Ko Jaate Nahi
Thehro Naa Do Pal Mere Saath Me
Karni Hamein Tumse Baatein Kayi

Jaage Raatein Raatein Raatein Raatein
Aankhein Yeh Meri
Aisa Pehle Toh Kabhi Bhi Na Hua Re

Tumko Jaante Hain Khwaab Mere
Khwaab Is Tarah
Aana Jaana Yeh Rozaana Ka Hua

[Tum Jo Saamne Ho Aa Baithe
Bolo Saansein Yeh Chale Kaise
Dil Yeh Hosh Me Rahe Kaise
Tum Jo Saamne Ho Aa Baithe Re] –(2)

Jaaniya Jaaniya Mere
Dil Tumse Laga Hai Yeh
Jaaniya Jaaniya Mere

Samyak Prasana
← Previous Song Next Song →