Lifafey lyrics - Aanchal Tyagi

Singles

SongLifafey
VocalsAanchal Tyagi
CompositionAbhijeet Srivastava
LyricsShayra Apoorva
Year2024

Laayi Tere Naam Se Saja Ke
Khwaabon Ke Main Saare Yeh Lifaafey
Haan Tere Liye

Laayi Tere Naam Pe Likha Ke
Saare Yeh Sukoon Main Jahaan Ke
Haan Tere Liye

Neend Tujhe Aaye Toh Main
Taare Bujha Doon
Koi Bura Khwaab Yahan
Aane Na Doon

Rehna Yun Hi Ab Tu Yahin
Jaane Main Na Doon Tujhe

Laayi Tere Naam Se Saja Ke
Khwaabon Ke Main Saare Yeh Lifaafey
Haan Tere Liye

Tere Hi Liye, Tere Liye Hi Chalein
Yeh Meri Saansein, Haan Re
Haaru Tujhpe Jiya Re

Tere Hi Liye, Maangu Tere Hi Liye
Saari Duaayein, Haan Re
Vaaru Tujhpe Jahaan Re

Aayina Tu Mera
Mujhe Tu Hi Toh Sanwaare
Saathiya, Saathiya Haan Mere

Laayi Tere Naam Se Saja Ke
Khwaabon Ke Main Saare Yeh Lifaafey
Haan Tere Liye

Aanchal Tyagi
← Previous Song Next Song →