Maahiya lyrics - Tushar Joshi, Neeti Mohan
The Revolutionaries (2026) Series
| Song | Maahiya |
| Vocals | Tushar Joshi, Neeti Mohan |
| Composition | Akashdeep Sengupta |
| Lyrics | Lavraj |
| Series | The Revolutionaries (2026) |
Jaaniya, Main Saba, Tu Nayi Si Subah
Main Bahi Tere Sang
Main Wahan, Tu Jahan
Kho Na Jaayein, Kho Na Jaayein
Kho Na Jaayein Raaston Me Ham
Ho Na Jaaye, Ho Na Jaaye
Ho Na Jaaye Daastaan Khatam
Tu Rulaaye, Tu Hansaaye
Tu Balaaye, Tu Hi Hai Marham
Tu Hai Kya, Tu Bata, Tu Bata
[
Tu Bakhuda Hai Ya Poori Khudaayi
Maahiya Maahiya
Tune Hai Baandha Ya Tu Hai Rihaayi
Maahiya Maahiya
] –(2)
Ho Na Ho Do Pal Ki Teri Chaahatein
Yeh Kaise Kaise Tune Jaana
Main Kahu, Jo Bhi Tera Hai, Main Hoon Woh
Yeh Kaise Kaise Tune Maana
Pehle Toh Darr Tha
Kahin Tera Mera Yeh Raasta Juda Ho Jaaye
Hai Yakeen Par Tha Kabhi
Tera Mera Yeh Raabta Khuda Ho Jaaye
Ho Na Jaaye, Ho Na Jaaye
Ho Na Jaaye Raabta Yeh Kam
Ho Na Jaaye, Ho Na Jaaye
Ho Na Jaaye Vaasta Khatam
Tu Rulaaye, Tu Hansaaye
Tu Balaaye, Tu Hi Hai Marham
Tu Hai Kya, Tu Bata, Tu Bata
[
Tu Bakhuda Hai Ya Poori Khudaayi
Maahiya Maahiya
Tune Hai Baandha Ya Tu Hai Rihaayi
Maahiya Maahiya
] –(2)