Main Toh Nahi Haiwaan lyrics
Haiwaan (2026)
| Song | Main Toh Nahi Haiwaan |
| Vocals | Raghav Chaitanya |
| Composition | Pritam |
| Lyrics | Kumaar |
| Movie | Haiwaan (2026) |
Main Bura Nahi Hoon
Hai Bura Zamaana
Khaamakhaa Zulam Ka
Main Bana Nishaana
Hai Jo Yeh Bagaawat
Zakhm Hai Puraana
Jisne Aag Di Hai
Hai Usey Jalaana
Mere Sar Pe Sau Ilzaam Magar
Hai Gawaah Mera Aasmaan
Main Toh Nahi Haiwaan –(3)
Haiwaan, Haiwaan
Yeh Wajood Mera
Dardon Se Bana Hai
Maaf Hai Mujhe Toh
Jitne Bhi Gunaah Hai
Ab Reham Ki Dil Me
Na Koi Jagah Hai
Tumko Dard Dena
Ab Meri Dawa Hai
Main Nahi Hoon Woh Bekasooron Ki
Bawajah Hi Jo Le Le Jaan
Main Toh Nahi Haiwaan –(3)
Haiwaan, Haiwaan
Haiwaan