Pehla Sa Pyaar lyrics - Abhijeet Srivastava
Singles
| Song | Pehla Sa Pyaar |
| Vocals | Abhijeet Srivastava |
| Composition | Tony Kakkar |
| Lyrics | Tony Kakkar |
| Year | 2023 |
Itni Si Hain Hasratein
Chaahein Tumhe Had Se Zyada Ham
Tere Labon Pe Hai Jannatein
Bas Jaayein Inme, O Sanam
Pagla Gaya Hai Dil Mera, Ab
Ishq Sar Pe Sawaar Hai
Tu Mera Pehla Pehla Sa Pyaar Hai –(2)
Tu Raahatein, Waise Dard Hazaar Hain
Tu Mera Pehla Pehla Sa Pyaar Hai
Neendon Me Tum Meri
Aksar Hi Aate Ho
Khwaabon Ke Raste Se Tum
Neendein Churaate Ho
Manzil Tumhe Main Bana Loon
Agar Tu Karde Jo Ek Ishaara
Umar Bhar Thehar Jaaunga Main
Agar Tu Dede Wafa Ka Sahaara
Zindagi Zindagi Ban Jaati Hai
Agar Do Dilon Me Pyaar Hai
Tu Mera Pehla Pehla Sa Pyaar Hai –(2)
Tu Raahatein, Waise Dard Hazaar Hain
Tu Mera Pehla Pehla Sa Pyaar Hai
Aankhon Ka Sitaara Tu Hai
Jeene Ka Sahaara Tu Hai
Naaz Yeh Hamaara Tu Hai
Tu Hai Re
Aankhon Ka Sitaara Tu Hai
Jeene Ka Sahaara Tu Hai
Naaz Yeh Hamaara Tu Hai
Tu Hai..