Sab Theek Hai lyrics - Mismatched

Mismatched (Series)

SongSab Theek Hai
VocalsMadhubanti Bagchi, Keshav Tyohar
CompositionAnurag Saikia
LyricsRaj Shekhar
SeriesMismatched: Season 3 (2024)

Tere Paas Hoon, Kahin Door Nahi
Thoda Waqt De Mujhko Abhi

Waise Toh Zehan Me
Laakhon Uljhane Hain
Mann Hi Mann Me Jaanu Main

Sab Theek Hai, Sab Theek Hai
Mera Dil Kahe, Sab Theek Hai
Jab Tak Hai Tu Mere Saath Me
Mera Dil Kahe, Sab Theek

Jaisa Tune Soch Rakha Hai
Kya Hardam Waisa Hota Hai
Ho Bhi Jaaye Dil Ka Lekin
Kuchh Zyada Ya Kuchh Kam Hota Hai

Meri Toh Do Do Parchhaayi
Mere Sang Chalti Hain
Mann Me Deewaarein Kohre Ki
Banti Hain, Girti Hain

Waise Toh Zehan Me
Laakhon Uljhane Hain
Mann Hi Mann Me Jaanu Main

Sab Theek Hai, Sab Theek Hai
Jab Tu Mere Nazdeek Hai
Sab Theek Hai, Sab Theek Hai
Mera Dil Kahe, Sab Theek

Madhubanti Bagchi Keshav Tyohar
← Previous Song Next Song →