Love Kiya lyrics - Hema Sardesai, Sonu Nigam

Snip (2000)

SongLove Kiya
SingersHema Sardesai, Sonu Nigam
Composer(s)Ashutosh Phatak, Dhruv Ghanekar
LyricsSameer
MovieSnip! (2000)

Maine Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Diya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa
Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Piya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa, Dil Diya

Meri Aankhon Me Toh Chhaaya Hai Nasha
Chhaaya Hai Nasha
Teri Chaahat Me Hai Jadoo

Tujhe Dekh Loon Toh Sulge Badan
Jale Mera Mann, Khud Pe Rahe Na Kaboo

Tujhe Choom Loon Toh Pyar Mile
Karaar Mile, In Baanhon Me Tu Aa..Jaa
Tujhko Kasam Hai, Ab Na Sata
Paas Toh Aa, Meri Pyaas Bujha Ja Ja..

Maine Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Diya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa
Love Kiya, Tune Love Kiya
Maine Dil Diya, Tune Dil Diya
Dhadke Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa, Dil Diya

Is Raat Me Toh Aayega Maza
Milne Ka, Aise Tadpa Ke Na Jaa
Kisi Aur Ko Main Dekhu Na, Sanam
Saari Umar, Aise Nazron Me Sama Ja

Tera Ang Hai Ya Chikna Ghada
Madh Se Bhara Teri Badi Hai Mast Jawaani
Tere Pyaar Me Hai Koi Halchal
Na Kar Paagal, Aaja Deewani Ni..

Maine Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Diya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa
Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Diya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa
Love Kiya, Maine Love Kiya
Maine Dil Diya, Maine Dil Diya
Dhadke Jiya, Dhadke Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa

Love Kiya, Kiya, Kiya
Maine Dil Diya, Diya, Diya
Dhadke Jiya, Jiya, Jiya

Aa Gale Se Laga Le Naa, Dil Diya

Hema Sardesai Sonu Nigam
← Previous Song Next Song →