Piya/ I Wanna lyrics - Monali Thakur
Butterflies (2026) EP
| Song | Piya/ I Wanna |
| Singer | Monali Thakur |
| Composer | Monali Thakur |
| Lyrics | Kunaal Vermaa |
| EP | Butterflies (2026) |
Main Teri Hawa
Tu Banja Mera Aasmaan
Main Teri Subah
Sitaara Tu Hai Raat Ka
Tu Aisi Dua
Tha Sun Raha Jisey Khuda
Hai Bewajah
Bina Tere Meri Adaa
Nahi Samjha Yeh Dil Mera
Zara Mujhko Bata De, Yaara
Kya Lagta Hai Tu Mera
Nahi Jab Vaasta
Main Teri Ho Ke, Piya
Mera Dil Kho Ke, Piya
Chali Aayi Toh Kyun Sochu
Koi Kya Soche, Piya
Babe, I Wanna..
Naam Tera Honthon Pe Aa Ke
Jo Rukta Hai Na
Zaahir Nazron Se Hota Hai
Kyun Chhupta Hai Na
Mila Hai Tu Mujhe Jabse
Gaya Hai Paar Dil Had Se
Bana Loon Aa Tujhe Haq Se
Main Mera
Phir Jaaungi Door Na
Main Tujhe Chaahungi Sau Guna
Yeah Yeah
Main Teri Ho Ke, Piya
Mera Dil Kho Ke, Piya
Chali Aayi Toh Kyun Sochu
Koi Kya Soche, Piya
Babe, I Wanna..